AMOUNT KA HONA KITNA JARURI
- Yeh wo chiz hai jaha log ulaj k rah jate , Jeevan or Mrityu.
- hamara Jeevan in bamboo mai latakti kapdo ki tarah hai.
Hamara jeevan b doh bamboo mai bandha hua uss rassi ki tarah hai jo tight se na bandho toh khul jata hai .Or tight se bandho toh kapda sukhane yogya ho jata hai.
Ussi tarah shadi b aise situation se gujarti hai jese bamboo mai bandha hua rassi. Rassi loose hoga toh khul jayega agar tight hoga toh tika rahega.
Yadi aapka life secure karna hai toh rassi ko bamboo mai tight se bandho phir kapda sukhao
Meri bate aap logo ko samaj mai nhi aayi hogi..
Thora boht hi sahi shadi k bad mai future b matter karta hai . Qki tab aap logo ka new life start hota hai tab musibat nhi aata musibat aata hai ek,doh, saalo ke bad or tab aap logo ka agni pariksha suru hota hai. Tab aap log kitna apne aap ko safe karte ho. Future mene isliye kaha qki yadi aapke jivan mai amount aapko safe karta hai or sath mai pyar b. Aaj kal koi kisi ka saga nahi hota jo aankhen band karke aap mai bharosa kar sake.
Yadi bamboo k dono taraf rassi tight bandha hua hai toh that means future secure hai.
Matlab amount se tha. Amount b hona bahut jaruri hai.
Bamboo k dono taraf rassi tight se bandha hua toh usmai kapda sukha b sakte hai or jab kapda sukhane dalte hai toh rassi thora jug jata hai phir b kapda ko girne nahi deta .
Ussi tarah hamara future hai, yadi koi b pblm aaye toh jeevan chalte jata hai.
Pyar k sath sath apna future b banate chalo.....

